Artist: Jagjit Singh
Album: Aaena
Lyrics: ??
Parakhna Mat
parakhna mat parakhne mein koi apna nahi rehta
kisi bhi aaeneme der tak chehra nahi rehta
bade logo se milne mein humesha fasala rakhna
jaha dariya samader se mila dariya nahi rehta
tumhara sheher to bilkul naye andaaz wala hai
humare sheher mein bhi ab koi humsa nahi renta
mohabbat mein ek khushboo hai hamesha saath chalti hai
koi insaan tanhayee mein tanha nahi rehta

No comments:
Post a Comment