Artist: Jagjit Singh
Album: Sajda
Lyrics: Nida Fazli
Dhoop Mein Niklo
dhoop mein niklo ghataaon mein naha kar dekho
zindagi kya hai kitabon ko haTa kar dekho
voh sitara hai chamakane do yun hi aankhon mein
kya zaruri hai use jism banakar dekho
pattharon men bhii zubaaN hotii hai dil hote hain
apane ghar kii darodiivaar sajaa kar dekho
faasala nazaron ka dhoka bhi to ho sakata hai
voh mile ya na mile haath bada kar dekho
No comments:
Post a Comment