Artist:Srinivas
Album: Yuuvraj (OST)
Music: A R Rehman
Zindagi
Zindagi zindagi kya kami reh gayi
aankh ke kor mein (2) kyun nami reh gayi (2)
tu kaha kho gayi (2)
koi aaya nahi
dopahar ho gayi, koi aaya nahi
din aaye din jaaye sadiya bhi gin aaye, sadiya re
tanhae lipti hai lipti hai saso ki rassiya re
tere bina bari pyaasi hai, tere bina hai pyaasi re
naino ki do sakhiya re, tanha re
mein tanha re
subah ka kohra hai shaam ki dhul hai
tanhayee hai
raat bhi sard hai dard hi dard hai
ruswaayi hai
kaise kate saanse uljhi hai, raate bari jhulsi jhulsi hai
naina kori aadiya re
tanha re, mein tana re

No comments:
Post a Comment