Friday, February 20, 2009

song 158: Eupho Rik Rab Jaane

Song: Eupho Rik Rab Jaane
Band: Euphoria
Album: Mehfuz

Rab Jaane

rab hai mujh mein
rab hi raakhe
rab se hota sab shuru
saab khatam hota rab pe jaake
dekhna hai , kya likha hai

repeat:
Chal para, nikal para
hoga kya rab jaane
aakhon mein tofaan aya
hoga kya
kya phikar kya hoga kal (2)

kya ho agle pal
rab jaane

rab ki baatein, woh hi samjhe
khushiyaan kaha mil jaaye
kab hisse aaye gham
hai sab be woh nigahe
uska hai saab karam
jo milega, woh hi dega

repeat
kya jaaye badal
rab jaane

ho rabba

har disha mein
har jagah mein
saab ke dil mein
har jubaan pe
woh zameen pe , aasman pe
phir nazar na aaye kyun
rab jaane (9)

repeat
jindagi hai ek safar
mod bhi honge magar
kon kitni dur tak mera humsafar
rab jaane



No comments: