Song : Kabhi To Khul Ke Baras
Artist : Chitra Singh
Lyrics : Prem Warbartoni
Album : A Sound Affair
Artist : Chitra Singh
Lyrics : Prem Warbartoni
Album : A Sound Affair
Kabhi To Khul Ke Baras
Kabhi to khul ke baras abre meherbaan ki tarah
mera woojood hai jalte huye makan ki tarah
mein ek khwaab sahi, aapki amaanat hun
mujhe sambhal ke rakhiyega jism-o-jaan ki tarah
kabhi to sonch ke, woh shaks kis qadar tha booland
jo bich gaya tere kadamon mein aasmaan ki tarah
Bula raha hai mujhe phir kisi badan ka basant
guzar na jaaye yeh rut bhi kahi khizaa ki tarah
No comments:
Post a Comment