Saturday, April 9, 2011

song 208 : O Bekhabar

Song : O Bekhabar
Artist : Shreya Goshal
Lyrics : Irshad Kamil
Music : Pritam Chakraborty
OST : Action Replayy (2010)


O Bekhabar

O Bekhabar O Bekadar
betabiyo ko na badha
aa dekh le hai pyaar ka
kaisa nasha mujhpe chadha

O Bekhabar O Bekadar
betabiyan bechainiya hai jawan
meri nazar dhoondhe tujhe
tu kahan
aa tujko mein aankhon ka kajal bana loon

O Bekhabar O Bekadar
betabiyan bechainiya hai jawan
chahoongi main yunhi tujhe bepanah
aa tujhko khushi sa labo pe saja loon

roop hoon teri dhoop hoon
tu suraj hai maan ka mere
ya ghani mein hoon roshani
ab chalti hoon dhalti hoon
tujhko hi thaame
ek pehar tu kahen thehar
to jaun na dar se tere
har ghadi mushkilo bhari
kyun lagti hai jo bhi guzarti hai bin tere

tu mile to silsile ho woh shuru
jo hai Khuda ki raza
tere bina hai zindagi bemazaa
tu miljaye to mein jahan se chupa loon

O pyaar bhi yun kabhi kabhi
kar deta pareshaniya
har jagah woh hi woh lage
woh aashiq anari jo dil deke leta kya
paas bhi ho woh door bhi
yeh kyun ho woh batlayena
dil dare minnatein kare
ab usko yeh bolo
ki aaye to jaye na
be wajah gar ho pata
kya hai yehi dil ki khata ki saza
khud mein hi mein hoti ho kyun lapata
mein jaanu na is dil ko kaise sambhaloon

O Bekhabar O Bekadar
betabiyan bechainiya hai jawan
meri nazar dhunde tujhe
tu kahan
aa tujko mein aakhon ka kajal bana loon





No comments: