Tuesday, October 26, 2010

song 170 : Seene Mein Jalan

Song : Seene Mein Jalan
Artsit : Suresh Wadkar
OST : Gaman
Music : Jaidev

Seene Mein Jalan

Seene mein jalan aankhon mein toofan sa kyun hai
is sheher mein har shaksh pareshan sa kyun hai

Dil hai to dharak ne ka bahana koi dhunde
patthar ki tarah behis aur bejan sa kyun hai

tanhayee ki yeh kon si manzil hai raafeekon
tahad-e-nazar ek bayaban sa kyun hai

kya koi nayi baat nazar aati hai hum mein
aaena hume dekhke hairaan sa kyun hai




No comments: