Saturday, January 31, 2009

song152: Aasman Ke Paar

Song: Aasmaan Ke Paar
Artist: Shankar Mahadevan
Album: Rockford (OST)

Aasman Ke Paar

Aasman ke paar shayad aur koi aasman hoga
badalo ka parbato par koi baarish ka makaan hoga
mein hawa ke paro pe kaha ja raha hoon kaha
kabhi urta hua kabhi murta hua mera raasta chala
mein hawa ke paro pe kaha ja raha hoon kaha

Mere paao ke tale ki yeh zameen chal rahi hai
kahi dhoop thandi thandi kahi chav jal rahi hai
is zameen ka aur koi aasman hoga, hoga aasman, aasman hoga
mein hawa ke paro pe kaha ja raha hoon kaha

in lambe raasto par saab tez chalte honge (2)
copy ke panno jaise yaha din palate honge
shaam ko bhi subah jaisa kya sama hoga
mein hawa ke paro pe kaha ja raha hoon kahan




No comments: