Monday, October 29, 2007

song132: Kar Salaam

Song: Kar Slaam
Artist: Soham Chakraborty, Suhail Kaul, Pritam Chakraborty
Album: Life In A Metro (OST)

Kar Salaam
kyun jindagi se ho shikva gila - 2
yeh hasati hai roti hai, jo bhi hai jaisi hai
jo bhi yeh deti hai woh hai tera
kar salaam - 4

nakhre utha isake nakhre utha - 2
haan dhoop bhi hai yeh, chhaanv bhi hai yeh
jo bhi yeh deti hai, tu maan ja
kar salaam - 4

kho jaana, pa jaana, na paana, hai jindagi jaan le
bik jaana, loot jaana, bus jaana, hai jindagi maan le
ho ho ho karle yakin, jo kal gaya woh phir se aata nahin
ho ho ho gujra huva jo waqt hai woh dastak lagaata nahin
jo aaj hai bus wahi hai tera - 2
ha kya teri hasti hai, mitti ki basti hai
pal mein hi ho jaati hai yeh fanaa
kar salaam - 4

kyun jindagi se ho shikva gila - 2
yeh hasati hai roti hai, jo bhi hai jaisi hai
jo bhi yeh deti hai woh hai tera
kar salaam...........

No comments: