Monday, August 6, 2007

song123: Aankh Se Aankh Mila

Song: Aankh Se Aankh Mila
Artist: Chitra Singh
Album: A Sound Affair


Aankh Se Aankh Mila

aankh se aankh milaa, baat banaata kyun hai
tu agar mujhse khafa hai to chupaata kyun hai
     gair lagta hai  na apno ki tarah miltaa hai
tu zamaane kee tarah mujhko sataata kyun hai

waqt ke saath haalaat badal jaate hai
ye haqeeqat hai magar mujhko sunaata kyun hai

ek muddat se jahan kaafile gujre hi nahin
aisi raahon pe charaagon ko jalaata kyun hai

No comments: