Album : Kabhi Alvida Na Kehna (OST)
Artist : Shankar Mahadevan, Shafaqat Amanat Ali, Caralisa
Music : Shankar, Ehsaan, Loy
Lyrics : Javed Akhtar
Mitwa
(love will find a way)
Mere mann yeh bataa de tu
kis orr chala hai tu
kya paya nahi tune
kya dhoondh raha hai tu
jo hai unkahi jo hai unsuni
woh baat kya hain bataa
mitwa, kahe dharkane tujhse kya
mitwa, yeh khud se to na tu chupa
mere mann ....
jo hai unkahi....
jiwan dagar mein, prem nagar mein
aayaa nazar mein,jabse koi hai
tu sochta hai, tu poonchta hai
jiski kami thi kya yeh wahi hai
ha yeh wohi hai
tu ek pyasaa aur yeh nadi hai
kahe nahi isko tu khulke bataaye
jo hai unkahi.....
teri nigahein pa gayi rahein
par tu yeh soche jaaoun na jaaoun
yeh zindagi jo hai naachti to
kyun beriyon mein hai tere paaoun
preet ki dhun par naachle pagaal
urta agar hai urne de anchaal
kahe koi apne ko aise tarsaaye
jo hai unkahi.....